Excellence of reciting Durood

This is a special post on all durood e shareef salawat in arabic with excellence of reciting durood shareef. Yeh khas post Durood shareef ki fazeelat aur Durood shareef ki barkat ke bare mein hai.


ALL DUROOD SHAREEF SALAWAT IN ARABIC | EXCELLENCE OF RECITING DUROOD SHAREEF

First of all, we will tell you what is the significance, what are the benefits & excellence of reciting Durood Shareef in the light of Hadith. The Prophet peace be upon him said :

  • Whoever sends salutations(Durood) upon me 100 times Almighty ALLAH writes between both of his eyes that this person is free from hypocrisy and hell and he will be raised with martyrs on the day of judgment. (مجمع الزوائد)
  • Whoever sends blessings (salutations) upon me 10 times Allah sends upon him mercy 10 times and forgives his 10 sins and elevates his status 10 times. (نسائی شریف)
  • Hazrat A’bdullah son of Umar radiallahua’nhum narrates that whoever reads Durood upon the Prophet peace be upon him once, upon him ALLAH and his angels send 70 mercies. (احمد ہو الموقف)
  • When some person sends salutations(durood) upon me once then one angel takes that durood moves towards sky and presents it in the court of ALLAH , then ALLAH says take this durood into the grave of my servant and this keeps asking forgiveness for its reader and the servant’s eye remains cool looking at the durood. (جمع الجوامع)
  • Hazrat A’bdullah son of Masood radiallahua’nhum narrates that The Prophet of Almighty ALLAH, peace be upon him said: Whoever recites durood-e-Shareef upon me abundantly will remain more closer to me on the day of judgement. (Nisaayi Shareef)

Now we will tell you some special Durood e Shareef which are very beneficial and excellence of reciting durood.

Durood 1

مَولاَ ےَا صَلِّ وَسَلِّم دَاءِمََا اَبَدٌا

عَلیٰ حَبِیبِکَ خَیرِ الخَلقِ کلِّھِم

  • Almighty ALLAH sends 10 mercies upon the reciter of this Durood-e-Shareef and forgives his 10 sins and raises his 10 ranks. Whoever recites this Durood e Shareef in his heart light will be created and its benefits are out of our speech.

Durood 2

اَللّٰھُمَّ صَلِّ وَ سَلّم عَلیَ النَبیِّ الظَّاھِر۔

  • Read this Durood-e-Shareef 11 times in one breath. This is useful in removing the bad smell of mouth.

Durood 3

صَلَّی اللّٰہُ عَلیٰ سَیِّدِنَا مُحَمَّدِِ وَ اٰلِہِ وَسَلِّم۔

  • This Durood-e-Shareef is very small in size but is very big in terms of gaining rewards. Whoever recites this 500 times daily will never become dependent on others.

Durood 4

اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلیٰ سَیِّدِنَا مُحَمَّد وَ اٰلِ مُحَمّد

  • According to the Prophet of Almighty, ALLAH peace be upon him, this durood is a complete Durood e, Shareef.

Durood 5

اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلیٰ سَیِّدِنَا مُحَمَّد وَ علٰی اٰلِہِ وَ بَارِک وَسَلِّم۔

  • The one who recites this Durood-e-Shareef 300 times after Zohar Prayer will be blessed with three things: 1) He will never become indebted. 2) If there is already debt or loan upon him, then it will get cleared. 3) On the day of judgement, he will enter into paradise without any account.

Durood 6

اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلیٰ سَیِّدِنَا مُحَمَّد عَبدَکَ وَ رَسُولَکَ وَ عَلیَ المُوئمِنِینَ وَ المُوئمِنَاتِ وَالمُسلمِینَ وََالمُسلِمَاتِ ۔

  • It’s stated in Tafseer Roohul Bayan that Whoever reads this Durood Shareef, his wealth and goods will never become less.

Durood 7

صَلِّ عَلیٰ حَبِیبِہِ سَیِّدِنَا مُحَمَّد وَ علٰی اٰلِہِ وَ بَارِک وَسَلِّم۔

  • The name of this Durood Shareef is Durood Khazra. This is such a Durood by which not only you will become blessed with the opportunity to visit the blessed shrine of the Prophet peace be upon him but your worldly and hereafter needs will also be fulfilled and love of the Prophet will surely increase. 

Durood 8

اَللّٰھُمَّ صَلِّ وَ وَسَلِّم وَ بَارِک ّ ِ عَلیٰ سَیِّدِنَا مُحَمَّد وَ علٰی اٰلِہِ کَمَالِ اللّٰہ وَ کَمَا یَلِیقُ بِکَمَالِہِ۔

  • The reader of this Durood Shareef when reads it for once will get the reward equivalent to the reward of reading Durood Shareef for 14 thousand (14, 000) times.

Durood 9

صَلِّ عَلیٰ عَلَیکَ ےَا مُحَمَّد نُورُُ مِن نُورِ اللّٰہِ

  • In order to get rid of every difficulty read this durood Shareef abundantly with the presence of heart.

 

DUROOD SHAREEF KI FAZEELAT 

Sabse pehle hum apko Durood shareef ki barkat |Durood Shareef ki fazeelat Hadith ki raushni mein batayenge keh Durood Shareef padhne se kya kya faide hain. Nabi Sallallahu a’laihi wa sallam ne irshad farmaya:

  • Jisne mujhpar 100 baar Durood e Shareef padha ALLAH tala uski ankhon ke darmiyan likh deta hai keh yeh nifaq aur jahannum se aazaad hai aur ise qayamat ke din shaheedon ke saath uthaya jayega.(مجمع الزوائد)
  • Jo mujhpar 10 martaba Durood Shareef padhta hai ALLAH uspar 10 rahmatein nazil farmata hai aur iske 10 gunah muaf hojate hain aur iske 10 darje buland karta hai (نسائی شریف)
  • Hazrat A’bdullah ibn e Umar radiallahu a’nhu bayan karte hain keh jo ALLAH ke Rasool sallallahu a’laihi wa sallam par ek martaba Durood-e-Shareef padhta hai ALLAH aur uske farishtein uspar 70 martaba rahmat bhejte hain.(احمد ہو الموقف)
  • Jab koi banda meri zaat par ek martaba Durood e Shareef padhta hai toh ek farishta us Durood ko lekar aasmaan ki taraf jata hai aur ALLAH ki baargah mein paish karta hai toh ALLAH irshad farmata hai : Is Durood ko mere bande ki Qabr mein le jao aur yeh Durood apne padhne wale ke liye istighfar karta rahega aur us bande ki aankhein us Durood ko daikhkar thandi hoti rahengi. (جمع الجوامع)
  • Hazrat A’bdullah ibn e Masood radiallahua’nhu se riwayat hai keh ALLAH ke Rasool sallallahu a’laihi wa sallam ne irshad farmaya: Jo koi mujhpar kasrat ke saath Durood-e-Shareef padhta hai Qayamat ke din woh mere sabse zyada qareeb hoga. (ترمذی شریف)

Durood

Ab hum apko kuch makhsoos Durood batayenge jo bohat faidemand hain.

 

مَولاَ ےَا صَلِّ وَسَلِّم دَاءِمََا اَبَدٌا

عَلیٰ حَبِیبِکَ خَیرِ الخَلقِ کلِّھِم

  • ALLAH Kareem is Durood ke padhne wale par 10 rahmatein nazil farmata hai, aur uske 10 gunah muaf hojate hain aur uske 10 darje buland karta hai. Is Durood-e-Shareef ko padhne wale ke dil mein noor paida hoga. Aur iske faide bayan se baahar hain.

Durood 2

 

اَللّٰھُمَّ صَلِّ وَ سَلّم عَلیَ النَبیِّ الظَّاھِر۔

  • Ek hi saans mein 11 martaba is Durood Shareef ko padhein. Yeh Durood-e-Shareef muh ke badboo ko khatam karne ke liye mufeed hai.

Durood 3

 

صَلَّی اللّٰہُ عَلیٰ سَیِّدِنَا مُحَمَّدِِ وَ اٰلِہِ وَسَلِّم۔

  • Yeh Durood-e-Shareef daikhne mein chota magar sawab mein zyada hai. Jo shaks ise din mein 500 martaba padhega woh kabhi mohtaj nahi hoga.

Durood 4

اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلیٰ سَیِّدِنَا مُحَمَّد وَ اٰلِ مُحَمّد

  • ALLAH ke nabi kareem sallallahu a’laihi wa sallam ke farman ke mutabiq yeh Durood mukammal Durood hai.

Durood 5

اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلیٰ سَیِّدِنَا مُحَمَّد وَ علٰی اٰلِہِ وَ بَارِک وَسَلِّم۔

  • Zohar ki namaz ke baad yeh Durood 300 baar padhne wale ko 3 baatein naseeb hongi. 1) Kabhi maqrooz nahi hoga. 2) Agar uspar qarz hoga toh woh ada hojayega. 3) Qayamat ke din bila hisaab jannat mein jayega.

Durood 6

اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلیٰ سَیِّدِنَا مُحَمَّد عَبدَکَ وَ رَسُولَکَ وَ عَلیَ المُوئمِنِینَ وَ المُوئمِنَاتِ وَالمُسلمِینَ وََالمُسلِمَاتِ ۔

  • Tafseer roohul bayan mein hai keh jo shaks is Durood Shareef ko padhega uska maal wa daulat kabhi kam nahi hoga.

Durood 7

صَلِّ عَلیٰ حَبِیبِہِ سَیِّدِنَا مُحَمَّد وَ علٰی اٰلِہِ وَ بَارِک وَسَلِّم۔

  • Is Durood ka naam Durood-e-Khazra hai. Yeh ek aisa Durood-e-Pak hai jisse na sirf roza e Rasool sallallahu a’laihi wa sallam ki haazri naseeb hoti hai, balke dunya wa deen ki muradein milti hain aur mohabbat e Rasool sallallahu a’laihi wa sallam mein yaqeenan izafa hota hai.

Durood 8

اَللّٰھُمَّ صَلِّ وَ وَسَلِّم وَ بَارِک ّ ِ عَلیٰ سَیِّدِنَا مُحَمَّد وَ علٰی اٰلِہِ کَمَالِ اللّٰہ وَ کَمَا یَلِیقُ بِکَمَالِہِ۔

  • Is Durood-e-Shareef ke padhne wale ko sirf ek baar padhne se 14,000 baar Durood padhne ka sawab milta hai.

Durood 9

صَلِّ عَلیٰ عَلَیکَ ےَا مُحَمَّد نُورُُ مِن نُورِ اللّٰہِ

  • Har mushkil se nijat ke liye is Durood e Pak ko kasrat se sache dil se padhein.

 

Get instant solution to your problems and diseases in light of the holy Quran and Hadith.  Online Istikhara, spiritual treatment, and courses by Amil Mohammad Yousuf Sahab.  Contact us +92-3232344555 ‘WhatsApp’

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.