AYATUL KURSI BENEFITS | THE GREAT VIRTUES AND BLESSINGS OF AYATUL KURSI – AYATUL KURSI KI FAZEELAT | AAYATUL KURSI KI BARKAT
Ayatul kursi benefits | the great virtues and blessings of ayatul kursi in the light of hadith. Ayat ul kursi ki fazeelat | aayatul kursi ki barkat hadith ki raushni mein.
AYATUL KURSI BENEFITS:
Ayatul kursi benefits | the great virtues & blessings of ayatul kursi in the light of hadith. However, Hazrat Abi bin Kaab radiallahu a’nhu says that ALLAH’s Prophet peace be upon him asked me: O Manzar which greatest surat from the book of ALLAH (Quran Shareef) do you remember ? I said that ALLAH and his Prophet knows better. The Prophet peace be upon him again asked that which verse from the book of ALLAH do you remeber that is of great virtue? I said اَللّٰہُ لَا اِلٰہَ اِلَّا ہُوَ الحَیُّ القَیُّومُ . Upon hearing this the Prophet peace be upon him patted his blessed hand on my chest and said blessings be in your knowledge. (سنن ابو داؤدحدیث نمبر1460)
THE GREAT VIRTUES & BLESSINGS OF AYATUL KURSI :
The Prophet of ALLAH peace be upon him said the one who recites ayat al kursi after every namaz to him nothing will stop from entering the heaven except death. (نسائی شریف9928)
Its among its benefits that if this is recited before going out of the house 70,000 angels will protect the recitor. When recited while entering the house removes poverty. If read after making ablution 70 ranks will be elevated. If read at night while sleeping one angel will protect throughout the night. And if read after obligatory prayer then at the time of dying one of his leg will be in this world and the other will be in the paradise.
So keep on reading Aayat al Kursi abundantly at all times while sitting, standing, walking, etc,. aur get benefitted from its immense blessings.
AYATUL KURSI KI FAZEELAT:
Hazrat Abii bin Kaab radiallahu a’nhu kehte hain keh ALLAH ke Rasool SAWW ne mujhe pucha: Aye Abu Manzar tumhein ALLAH k Kalam mein sabse aZeem surat kaunsi yaad hai? Maine arz ki keh ALLAH aur uska Rasool behtar jaante hain. Aap ne phir farmaya keh tumhein ALLAH ki kitab mein se kaunsi aayat yaad hai jo sabse aZmat wali ho? Maine phir arz ki
Is baat par ALLAH ke Rasool ne mere seene par apna haath maarkar farmaya keh Abu Manzar tumhein ilm mubarak ho. (سنن ابو داؤدحدیث نمبر1460)
AAYATUL KURSI KI BARKAT :
ALLAH k Rasool ne irshad farmaya. Jo koi shaks har farz namaz ke baad Aayat Al Kursi padhega. Usko maut ke siwa koi cheez jannat mein jaane se nahi rokegi.(نسائی شریف9928)
ALLAH ke Rasool ne irshad farmaya. Ek riwayat mein hai keh ALLAH SWT ki kitab mein. (Ayat Al Kursi sawab ke lihaz se) sabse badi aayat hai. (الحدیث)
Iski barkaton mein se hai keh. Jo isko padhkar ghar se nikle toh 70,000 farishtein har taraf se uski hifazat karenge. Jab ghar mein dakhil hote waqt padhi jaye toh mohtaji ghar se door hojayegi. Wuzu ke baad padhein toh 70 darje buland honge. Agar raat ko sote waqt padhein toh ek farishta saari raat apki hifazat karega. Aur agar farz namaz ke baad padhein toh marte waqt apka ek paaon dunya mein aur dosra jannat mein hoga. Toh kasrat se uthte baithte Ayat Al Kursi ki tilawat karein aur uski barakaton se faida uthayein.
Way cool, some valid points! I appreciate you making this post available, the remainder of the site is also high quality.
Have a fun.