This post is on six kalimas in islam in arabic with english & urdu translation | 6 kalmas. Is post mein shash kalma | 6 kalmay tarjuma ke saath ka bayan hai.
SHASH KALMA KA BAYAN| 6 KALMAY TARJUMA KE SAATH:
6 kalmon ko barr e sagheer mein ulama ne mashoor kiya kyunkeh awaam arabi se na waqif the lihaza inko mukhtasar alfaz mein duayein sikha din. Bilkul isi tarah yeh 6 kalme yaad karwane mein shiddat aur fazeelat mein se kaam liya gaya keh hamare bachon ki aksariyat Istighfaar aur subah sham ke masnoon zikr se mehroom hogayi. Inme se zyadatar sirf arabi mein baaz Qurani alfaz par mushtamil ALLAH ki tareef par mabni kalimaat hain. Jinka koi sharayi saboot mazkoora tarteeb aur mazkoora naamon ke saath nahi milta. Inko jo yaad na kare uspar koi aib nahi aur yaad karlein toh achi baat hai aur jo Hadith mein maujood Nabi Sallallahu a’laihi wa sallam ki duayein yaad kare toh woh bhi behtar hai.
Logon mein yeh baat mashoor karayi jarahi hai keh naozubilla jisko yeh 6 kalime yaad nahi uska imaan kamzor hai. Kalme yaad hona na hona imaan ki bunyad nahi. Masnoon kalimaat ko ikhatta karke ek majmua banadene par sawaab mein ikhtelaaf hai lekin is muamle mein awaam par zabardasti karna jahalat ke alawa kuch nahi.
Bas agar in kalmo ka tarjuma samajhkar yaad kiya jaye toh ALLAH tala ki zaat par aur Huzoor sallallahu a’laihi wa sallam ki risalat par imaan mein pukhtagi hasil hoti hai aur ispar amal kiya jaye toh gunahon se bhi bach sakte.
Pehla Kalma Tayyab:
لآ اِلَہَ اِلّا اللہُّ مُحَمَّدٌ رَسُوُل اللّہِ
ALLAH ke siwaa koi mabood nahi, Mohammad (SAWW) ALLAH ke rasool hain.
Dosra kalma Shahadat:
اشْہَدُ انْ لّآ اِلہَ اِلَّا اللّہُ وَحْدَہ لَا شَرِیکَ لَہ، وَ اَشْہَدُ اَنَّ مُحَمَّدً اعَبْدُہ وَرَسُولہُ
Mai gawahi deta hun keh ALLAH ke siwa koi mabood nahi, wo akela hai uska koi shareek nhi aur mai gawahi deta hun keh Mohammad ALLAH ke bande aur Rasool hain.
Teesra Kalma Tamjeed:
سُبْحَان الِلّہ وَ الْحَمْدُ لِلّہِ وَ لآ اِلہَ اِلّا اللّہُ، وَ اللّہُ اَکْبَرُ وَلا حَوْلَ وَلاَ قُوَّۃَ اِلَّا بِاللہِّ الْعَلیِّ الْعَظِیْم
Paak hai ALLAH ki zaat aur tamam tareefein ALLAH ke liye hain aur iske siwa koi mabood nahi aur ALLAH sabse bada hai. Neiki karne ki taqat aur gunah se bachne ki quwwat usi ki taraf se hai jo a’Zmat aur badhayi wala hai.
Chautha Kalma Tauh’eed :
لَا الہَ اِلَّا اللّٰہُ وَحْدَہُ لا شَرِیکْ لہَْ، لَہُ الْمُلکُْ وَ لَہُ الْحَمْدُ یُحْیِی وَ یمِیْتُ وَ ھُوَحیَُّ لَّا یَمُوْتُ اَبَدًا اَبَدًا ۔ ذُو الْجَلَالِ وَ الْاِکْرَامِ ۔ بِیَدِکَ الْخَیرُ ۔ وَھوَ عَلی کُلِّ شَیءٍ قَدِیْرٌ ط
ALLAH k siwa koi maabood nahi, woh akela hai uska koi shareek nahi, usi ke liye baadshahat hai aur usi ke liye tamam tareefein hain. Wohi zinda karta hai aur wohi marta hai aur woh zinda hai, use kabhi maut nahi ayegi. Bade jalal aur buzurgi wala hai. Usi ke haath mein bhalayi hai. Aur woh har cheez par qaadir hai.
Paanchwan kalma Istighfaar :
اسْتَغْفِرُ اللّہَ رَبیِّْ مِن کُلُِْ ذَنْبٍ اَذْنَبْتہُ عَمَدًا اَوْ خَطَاً سِرًّا اَوْ عَلَانِیۃً وَاَتُوْبُ اِلَیہِْ مِنْ الذَّنْبِ الَّذیِْ اَعْلَمُ وَ مِنْ الذَّنْبِ الَّذیِْ لا اَعْلَمُ اِنّکََ اَنْتَ عَلَّامُ الغُیُوْبِ وَ سَتَّارُ الْعُیوْبِ وَ غَفَّارُ الذُّنُوْبِ وَ لا حَوْلَ وَلا قُوَّۃَ اِلَّا بِاللّہِ الْعَلِیِّ العَظِیمُ۔
Mai ALLAH se tauba karta hun jo mera paalne wala hai har us gunah se jo maine jaankar kiya ya bhoole se, chupkar kiya ya ailaan karke aur main Tauba karta hun us gunah se jo mai jaanta hun aur us gunah se jise main nahi janta. Beshak tu gaib ka janne wala hai, aibon ka chupane wala aur gunahon ka bakshne wala hai. Neiki karne ki taqat aur gunah se bachne ki quwwat usi ki taraf se hai jo badayi wala hai.
Chattha Kalma Rad e Kufr :
اَللّٰہُمَّ اِنِّی اَعُوذُ بِکَ مِن اَن اُشرِکَ بِکَ شَیئا وَ اَنَا اَعلَمُ بِہِ وَ استَغفِرُکَ لِمَا لَا اَعلَمُ بِہِ تُبتُ عَنہُ وَ تَبَرَّاتُ مِنَ الکُفرِ وَ الشِّرکِ وَ الکِذبِ وَ الغِیبَۃِ وَالبِدعَۃ وَ النَّمِیمَۃِ وَ الفَوَاحِشِ وَ البُہتَانِ وَ المَعَاصِی کُلِّھا وَ اَسلَمتُ وَ اَقُولُ
Aye ALLAH mai teri panah maangta hun us baat se keh mai tere saath kisiko shareek banaon halankeh main janta hun aur mai tauba karta hun is baat se jo mai nahi janta. Aur mai usse tauba karta hun aur bezar hota hun kufr se aur shirk se aur gheebat se aur bidat se aur chugli se aur buhtan se aur har gunah se aur main islam laaya aur mai yeh kehta hun ke ALLAH ke siwa koi ibadat ke layaq nahi aur Mohammad SAWW ALLAH ke Rasool hain.
SIX KALIMAS IN ISLAM IN ARABIC WITH ENGLISH & URDU TRANSLATION | 6 KALMAS:
Six kalimas in islam : Scholars have made 6 kalmas famous among people outside arab. As the people were unaware of arabic languange, the scholars used to teach small sentences of supplication in arabic similarly 6 kalmas were also introduced and spread abundantly among people. These six kalimas contains arabic words and few words taken from Quran Shareef whose sequence is not proved from hadith. Whoever does not byheart these 6 kalmas upon him there is no blame and if someone byhearts them then it is a good thing. It is also better to remember duas present in Hadith of the Prophet peace be upon him.
It is being made famous among people that (May ALLAH forbid) whoever has not remembered these six kalimas, his faith is weak. Remebering the words of kalimas or not remembering is not the base of faith. There is a difference in opinions whether there is an extra reward on collecting the words from duas of hadith and arranging them in a particular sequence or not. However to force people to do this is not an appreciable act.
Note:
It must be clear that the number and sequence of these words in 6 kalma is not proved from Hadith. Its words in Quran and hadith are in different sequence. Scholars have collected various pearls from Quran and hadith and have put them in one place in the form of six kalimas.
The significance of the first two kalimas. When read understanding its meaning will make clear what is Faith. Makes our faith stronger on ALLAH. That he is the only one GOD and MOHAMMAD peace be upon him is his last messenger. And protects us from Infedity. And the rest 4 kalimas. When read understanding their meaning and acted upon them will give us the strength to remain away from sins thereby increasing the power of our faith and making us closer to ALLAH & his his beloved. 6 kalmas are as follows:
First Kalima (The Word Of Purity) :
لآ اِلَہَ اِلّا اللہُّ مُحَمَّدٌ رَسُوُل اللّہِ
(There is) none worthy of worship except Allah Muhammad(peace be upon him) is Messenger of ALLAH.
Second Kalima (Testimony) :
اشْہَدُ انْ لّآ اِلہَ اِلَّا اللّہُ وَحْدَہ لَا شَرِیکَ لَہ، وَ اَشْہَدُ اَنَّ مُحَمَّدً اعَبْدُہ وَرَسُولہُ
I testify that Allah is alone and there is no partner for him. And I testify that certainly Mohammad(peace be upon him) is his worshipper and His Messenger.
Third Kalima (Glorification) :
سُبْحَان الِلّہ وَ الْحَمْدُ لِلّہِ وَ لآ اِلہَ اِلّا اللّہُ، وَ اللّہُ اَکْبَرُ وَلا حَوْلَ وَلاَ قُوَّۃَ اِلَّا بِاللہِّ الْعَلیِّ الْعَظِیْم
Glory (is for) Allah. And all praises for Allah. (there is) none worthy of worship except Allah. And Allah is the Greatest. And (there is) no power and no strength except from Allah, the Most High, the Most Great.
Fourth Kalima (Unity) :
لَا الہَ اِلَّا اللّٰہُ وَحْدَہُ لا شَرِیکْ لہَْ، لَہُ الْمُلکُْ وَ لَہُ الْحَمْدُ یُحْیِی وَ یمِیْتُ وَ ھُوَحیَُّ لَّا یَمُوْتُ اَبَدًا اَبَدًا ۔ ذُو الْجَلَالِ وَ الْاِکْرَامِ ۔ بِیَدِکَ الْخَیرُ ۔ وَھوَ عَلی کُلِّ شَیءٍ قَدِیْرٌ ط
There is none worthy of worship except Allah. He is only One. There is no partner for Him. For Him is the Kingdom. And for Him is the Praise. He gives life and imparts death. And He is Alive. He will not die, never, ever. Possessor of Majesty and Reverence. In His hand is the goodness. And He has power over all things.
Fifth Kalima (Penitence) :
اسْتَغْفِرُ اللّہَ رَبیِّْ مِن کُلُِْ ذَنْبٍ اَذْنَبْتہُ عَمَدًا اَوْ خَطَاً سِرًّا اَوْ عَلَانِیۃً وَاَتُوْبُ اِلَیہِْ مِنْ الذَّنْبِ الَّذیِْ اَعْلَمُ وَ مِنْ الذَّنْبِ الَّذیِْ لا اَعْلَمُ اِنّکََ اَنْتَ عَلَّامُ الغُیُوْبِ وَ سَتَّارُ الْعُیوْبِ وَ غَفَّارُ الذُّنُوْبِ وَ لا حَوْلَ وَلا قُوَّۃَ اِلَّا بِاللّہِ الْعَلِیِّ العَظِیمُ۔
I seek forgiveness from Allah, my Lord, from every sin I committed knowingly or unknowingly, secretly or openly. I turn towards Him from the sin that I know and from the sin that I do not know. Certainly You, You (are) the knower of the hidden things. The Concealer of the mistakes and the Forgiver of the sins. There is no power to safeguard oneself from sins. No strength to do good deeds except from Allah, the Highest, the Most Great.
Sixth Kalima (Rejecting disbelief) :
اَللّٰہُمَّ اِنِّی اَعُوذُ بِکَ مِن اَن اُشرِکَ بِکَ شَیئا وَ اَنَا اَعلَمُ بِہِ وَ استَغفِرُکَ لِمَا لَا اَعلَمُ بِہِ تُبتُ عَنہُ وَ تَبَرَّاتُ مِنَ الکُفرِ وَ الشِّرکِ وَ الکِذبِ وَ الغِیبَۃِ وَالبِدعَۃ وَ النَّمِیمَۃِ وَ الفَوَاحِشِ وَ البُہتَانِ وَ المَعَاصِی کُلِّھا وَ اَسلَمتُ وَ اَقُولُ
O Allah! Certainly I seek protection with You from that I associate partner with You anything and I know it. And I seek forgiveness from You for that I do not know it. I repented from it and I made myself free from disbelief and polytheism and falsehood. Back-biting and innovation and tell-tales and bad deeds and the blame and disobedience, all of them. I submit and I say there is none worthy of except Allah. Muhammad(peace be upon him) is the Messenger of ALLAH
Outstanding post, I conceive weblog owners need to acquire a whole lot from this weblog its really user pleasant.